This is a dedication to my college life,my golden period,my friends,my foes.....
A friend of mine sent me some lines regarding
"Raat ko sona chahta hu par saali ye neend hai jo aati nahi"
And once again the bustling poet inside me,so just thought to bore you all with my college antics.
Nostalagia u see:
"
Raat ko sona chahta hun, par saali ye neend hai jo aati nahin
Hota hu khush ya udas shayad samajhta nahi
Dodti bhagti naukri me chah kar bhi rukta nahi
Reh reh kar machal jata hu mei
Jab achanak yad ati hai apni canteen
Yad ate hai khane k samay tagatsingh aur bhimsingh
Chai k cup jo kbhi khali nae ho pae
Jebe meri jo kabhi puri nae bhar pae
Saste mazako ki phd jisne puri dunia badal dali
Mar k jeena aur fir zinda ho k wapas mar jana
Mathur ka zindagi bhar khisiyana
PTI ka kabhi tond kam na kar pana
Anchoring ki auditions,ya seminars ki kashmakash
MB college ki sidio p paper k pehle sab pad lene ki koshish
Rat bhar hostel me padne ki koshish karna
Subah Sabse milke aur energetic hojana
Par rat ko fir ek nae planning karna
Socha tha taiyar karenge ek din gaduro ki fauz
Badi mushkil se khoji hamne hamari tamannao ki soch
Sabse age the “nae hoenga” aur line k end me bhatt sir ka bhoj
Chalte hue age nikal gae,kae naukri me aur kae padai me fisal gae
Hamesha sochte the ki milenge 1 din,din wo ata nahi
Aur rat hai ki kambakht jo jati nahi
Rat hai jo Sali kat ti nahi
Raat ko sona chahta hun, par saali ye neend hai jo aati nahin
ye neend hai jo aati nahin.................
"
An ode to all of my fellow GITSIANS
HARSHA
WELL YUP DUDE DOSE WERE D GREAT DAYS...
ReplyDeleteDIS ONE TOOK ME IN DA FLASHBACK ND MADE ME LIVE DAT LIFE ONCE AGAIN..
Yoo .... Those were the Best days of ma life........
ReplyDeleteby Bryan adams pehle gaana sun ke aa then Read my Comments